POETRY PART-IX
"DIL MAIN BASI HAIN SIRF TUMHARI HI MOHABAT"
Dil Main He Basi Sirf Tumhari Hi Mohabbat
Zindagi Me Rahe Gi Hamesha Tumhari Hi Zaroorat
Ye Ankhoon Ki Udasi , Ye Mere Dil Ki Tarap
Ik Pal Ko Bhi Naseeb Nahi Hamein Raahat
Duayoon Me Jab Bhi Manga To Bas Tumhe Hi Manga
Dil Ko Tou He Bas Tumhare Saath Ki Hi Chaahat
Tumhare Siwa Kisi Aur Ke Na Hosakein Ge Ham
Ye Zindagi Hamari Tou Bas He Tumhari Hi Amaanat
Door Rah Kar Bhi Tum Se Judai Ka Ahsaas Nahi Hamein
Hamare Tou Mann Main Basi He Tumhari Hi Soorat
Ham ne tou Zindagi Apni Likh Di He Tumhare Naam
Kisi Aur Ko Apnayein, Na Hosake Gi Ham Se Ye Khayaanat
Reza Reza Hogaye, Phir Bi Bikhar Na Sake JAAN-E-SAMAN
Hamein Tou Sameet Leti He Tumhare Pyar Ki Taaqat

"BAND KIJIYE MAIN DUKAN-E-DIL"
band kijye miaaN dukan-e-dil
log aaty heiN ab dukhany dil
ek shamma j~laee thi dil meiN
aur shamma lagi j~lany dil
hum tou uss ki g~li ki khak hooye
kis taraf ko gya na jany dil
teri tasveer ne tassawur ne
ghair rakha hai aasman-e-dil
haal unn ka bayan kar jo gaye
un ki g~lioN meiN aazmany dil
haaye dunia k ghum hi kya kam thy
aagye aap bhi dukhany dil
ret hi ret uRi phirti hai
dasht hai kya hai ye jahan-e-dil.
log aaty heiN ab dukhany dil
ek shamma j~laee thi dil meiN
aur shamma lagi j~lany dil
hum tou uss ki g~li ki khak hooye
kis taraf ko gya na jany dil
teri tasveer ne tassawur ne
ghair rakha hai aasman-e-dil
haal unn ka bayan kar jo gaye
un ki g~lioN meiN aazmany dil
haaye dunia k ghum hi kya kam thy
aagye aap bhi dukhany dil
ret hi ret uRi phirti hai
dasht hai kya hai ye jahan-e-dil.
"PAGAL AANKHOO WALI LARKI"
pagal aankhon waali lerki!
itnay mehngay khawab na dekho
pachtaoo ge!!
soch ka sara ujla kundan
zabt ki raakh mein ghul jaye ga
kachay pakay rishton ki khushboo ka resham
khul jaye ga!
tum kiya janoo?
khawab,safer ki dhooop k teeshay
khawab,adhoory raat ka dozakh
khawab,khayaaloon ka pachtawa
khawaboon ki manzil ruswaye!
khawaboon ka hasil tanhaye!!
tum kiya janoo?
mehngay khawab khareedna hoon to
aankhain bechna perty hain ya
rishtay bhoolna pertay hain
andeshoon ki rait na phaankhoo
pyaas ki ooot sarab na dekhoo
itnay mehngay khawab na dekhoo!!
thakk jaoo ge!!!

"RAHTAY HAIN SATH SATH MAIN OR MAIRI TANHAYE"
Rehte Hain Sath Sath Main Or Meri Tanhaye
Karty Hain Raaz Ki Baat Main Or Meri Tanhaye
Din Tu Guzar Hi JaTa Hai Duniya Ki Bheer Main
Kartay Hain Basar Raat Main Or Meri Tanhaye
Sanson Ka Kya Bharosa Kab Chor Jayen Sath
Lakin Rahaingy Sath Main Or Meri Tanhaye
Aye na Tumhen Yaad Kabhi Bhol Kar Bhi Hum
Karty Hain Tumhen Yaad Main Or Meri Tanhaye
Aa Kay Pass Kyu Duur Hogaye Humse
Karty Hain Teri Talash Main Or Meri Tanhaye
Tumko Rakhaingy Sath Zeenat Bana Kar Ghar Ki
Reh Jayen Phir Na Tanha Main Or Meri Tanhaye

"BENAME AS YE DARD"
Benaam As Ye Dard...Thehar Kyu Nahi Jata
Jo Beet Gaya Hai...Who Guzar kyu Nahi Jata
Sab Kuch Tu Hai...Kia Dhundti Rehti Hai Nigahain
Kia Baat Hai...Main Waqt Pe Ghar kyu Nahi Jata
Who Ek Hi Chehra Tu�Nahi Saray Jahan Mein
Jo Dhur Hai Who DilSe Utar kyu Nahi Jata
Main Apni Hi Uljhi Hoi...Rahon Ka Tamasha
Jatay Hain Jidhar Sab...Main Udhar kyu Nahi Jata
Who Naam Jo Na Jane Kab Seï
Na Chehra Na Badan Hai
Who Khawaab Agar Hai Tu Bikhar kyun Nahi Jata

"KISI KI YAAD DIL MAIN HAIN"
Kisi ki yaad dil main hai
koi eahsaas baaki hai
badaldey mousamo k darmiyan ek raaz baaki hai
abhe tou main safar main hon
milengei manzilaien mujh ko
magar inn raaston k darmiyan ek saath baaki hai
kahen per shaam dhalti hai
kahen per raat hoti hai
abhe tou chaandni hai chaand ki raat baaki hai
chale aao kisi din tum
hamara haal bhe dekho
hamara jism murda hai maga ek saans baaki hai
umeed hai phir bhe
melega woh humaien aik din
Khuda per hai bharosa iss liye he jaan baaki hai

"MOHABAT KA PHOOL"
Mein jangli rastoun pe khila….
Khud-rau phool tha
Tum ne isey dekha, toda
Aur collar mein laga liya…
Aur mein samjha..
Umar bhar tanhayiun bhari raah per
Jis musaafir ka intizaar kia
Wo tumhi thay…
Magar mujhey khabar na thi…
Collar mein lagaye janey waley phool ki umar
Badi mukhtasar hoti hai…

MAIN OR MAIRI AAWARGI"
phirate hai.n kab se dar_ba_dar ab is nagar ab us nagar
ek duusare ke ham_safar mai.n aur merii aavaaragii
naa aashanaa har rah_guzar naa mehar_baa.N hai ek nazar
jaaye.n to ab jaaye.n kidhar mai.n aur merii aavaaragii
ham bhii kabhii aabaad the aise kahaa.N bar_baad the
bifikr the aazaad the masaruur the dil_shaad the
vo chaal aisi chal gayaa ham bujh gaye dil jal gayaa
nikale jalaa ke apanaa ghar mai.n aur merii aavaaragii
vo maah-e-vash vo maah-e-ruuh vo maah-e-kaamil huu_ba_huu
thii.n jis kii baate.n kuu_ba_kuu us se ajab thii guftaguu
phir yuu.N huaa vo kho ga_ii aur mujh ko zid sii ho ga_ii
laaye.nge us ko Dhuu.ND kar mai.n aur merii aavaaragii
ye dil hii thaa jo sah gayaa vo baat aisii kah gayaa
kahane ko phir kyaa rah gayaa ashko.n kaa dariyaa bah gayaa
jab kah kar vo dil_bar gayaa tee liye mai.n mar gayaa
rote hai.n us ko raat bhar mai.n aur merii aavaaragii
ab Gam uThaaye.n kis liye ye dil jalaaye.n kis liye
aa.Nsuu bahaaye.n kis liye yuu.N jaa.N gavaaye.n kis liye
peshaa na ho jis kaa sitam Dhuu.Nde.nge ab aisaa sanam
ho.nge kahii.n to kaar_gar mai.n aur merii aavaaragii
aasaar hai.n sab khoT ke imkaan hai.n sab choT ke
ghar band hai.n sab koT ke ab Khatm hai sab ToTake.
qismat kaa sab ye khel hai andher hii andher hai
aise hue hai.n be_asar mai.n aur merii aavaaragii
jab ham_dam-o-ham_raaz thaa tab aur hii andaaz thaa
ab soz hai tab saaz thaa ab sharm hai tab naaz thaa
ab mujh se ho to ho bhii kyaa hai saath vo to vo bhii kyaa
ek behunar ek besabar mai.n aur merii aavaaragii

"LAFZOO MAIN DOSTI BAYAAN NAHI HOTI"
Lafzon Mein Dosti Bayaan Nahi Hote
Mile Jo Dost Tu Kadar Karna
Kismat Har Kisi Pe Meharbaan Nahi Hote.
Do Pal Ki Zindagi Yuhi Beet Jae Gi
Kal Kay Baad Naye Subah Aye Gi
Agar Dosto Ki Yaad Satay Gi Tu Kasam Se
Apki Yaad Sab Se Pehlay Aye Gi.
Hum Chup Rehta Hain Kahin Koi Khafa Na Hojaye
Bholey Se Bhee Humse Koi Khata Na Hojaee
Bari Muskhil Se Koi Apna Bana Hain Dost
Dar Lagta Hain Kahin Judaah Na

"UMEED KI KIRAN"
Bujh gaye hain jo diye un ko jala kar dekho!!
Phool guldano main Kagaz k saaja kar dekho!!
Aap ko agar andaza nahi ho mere tut jane ka!!
Koi pather kisi shishe per bhi gira kar dekho!!

No comments:
Post a Comment