POETRY PART-X
guzre huey waqt ki tarha wapas na aaoonga
tujhse jo pyar mila hai, us pyar ki kasam
tujhe zindagi bhar kabhi na bhulaaonga ..
"MOHABAT"
Ek roz bhari duniya se chala jaoongaguzre huey waqt ki tarha wapas na aaoonga
tujhse jo pyar mila hai, us pyar ki kasam
tujhe zindagi bhar kabhi na bhulaaonga ..
"KIYA KAROO MAIN ISS TAIRI YAAD KAY AKS KO"
Kya Karoon Main Iss Teri Yaad Ke Aks Ko
Kya Karoon Main Iss Teri Yaad Ke Aks
Ko Jo Maire Chehre Pe Saaf Ayaan Hota Hai
Duniya Jaanti Hai Inn Rangon Ko Ke Ye
Sab Kab Aur Kaisey Ro-Numaan Hota Hai
Fakt Itna Bata De Mujhey Tu Maire Intezaar Ke Liye
Ke Tu Mairi Manzil Hai Bhi Ke Nahin
Daikh Kar Mairi Halat Ab Her Mehfil Mein Maire Kisey
Aur Mairi Kahani Ka Bayan Hota Hai
Gham Nahin Lutt Jane Ka 'Bh oot'
Kisi Ki Raah Mein, Kisi Ki Chaahh Mein
Par Iss Yaad Ko Main Kaisey Samjhaoon
Har Damm Jis Mein Tera Hi Dheyaan Hota Hai!

"RAAT BHI SARI JAGTAY HUAY GUZRI"
Raat bhi sari jaagtay huay guzri
Shab e gham mein shama jalatay huay guzri
Apni nakamiyon pay afsoos kartay huay
Aakhiyon say aaskh bahatay huay guzri
Ghamon say bharay es totay huay dil ko
Dukhon say apnay bhelatay huay guzri
Jo chor gaya tanha safar pay mujeh ko
Ausi ek bewafa ko bhulatay huay guzri
Woh na aaye gay phir laut kay yahan
Yeahi baat dil ko samjhatay huay guzri
Har lamha qayamat ki manand tehra
Har ghari maan ko tarpatay huay guzri
Khazan kay es phelay huay mausam mein
Saba bhi apni nazrein churatay huay guzri
Andheron nay apni dastaan sunayee mujeh ko
Roshni bhi apni kahani sunatay huay guzri
Kuch yaadon nay needein na aanay dein kuch
Ratjagon ki barish mein nahatay huay guzri
Kab ka bhula dia tha mein nay jeisay kal
Hawa bhi ausi geet ko gungunatay huay guzri
Khuwabon kay sahil pay teray naam ko
Kabhi likhtay tuo kabhi mitatay huay guzri
Nafrat aur pyaar ki kashmakash mein yeh zindagi
Kuch rotay guzri tuo kuch muskuratay huay guzri

"PHIR CHAND NIKLA"
PHIR CHAND NIKLA.
PHIR RAAT THAMI.
PHIR DIL NE KAHA.
"HAI TERI KAMI"
PHIR YAAD K JHONKEY MEHEK GYE
PHIR PAGAL ARMAN BEHEK GYE
PHIR JANAT SI LAGTI HAI ZAMEEN.
PHIR DIL NE KAHA
"HAI TERI KAMI"
PHIR GUZREY LAMHO KI BATAIN
PHIR JAGGI JAGGI SI RAATIN
PHIR THEHR GYE PALKO PE NAMI
PHIR DIL NE KAHA
"HAI TERI KAMI"
PHIR RAAT THAMI.
PHIR DIL NE KAHA.
"HAI TERI KAMI"
PHIR YAAD K JHONKEY MEHEK GYE
PHIR PAGAL ARMAN BEHEK GYE
PHIR JANAT SI LAGTI HAI ZAMEEN.
PHIR DIL NE KAHA
"HAI TERI KAMI"
PHIR GUZREY LAMHO KI BATAIN
PHIR JAGGI JAGGI SI RAATIN
PHIR THEHR GYE PALKO PE NAMI
PHIR DIL NE KAHA
"HAI TERI KAMI"
"GULAB"
"Wo jo mehfil main tujhain main nay diya surkh gullab
apnay balloo main ek bar saja lain maira surkh gullab"
"Taiz kantoo say goreeza na howa kar pagal
khoun kantoo nay giraya tou howa surkh gulab"
"Loug daman main lay kar gayay hazaroo kalyaa
main nay gulshan say chuna ek surkh gulab"
"Kaat di sub adawat ki par khud ro shakin
or hontoo par mohabat ka khilla surkh gulab"
"You tou gulshan main tha har ek phool mahka mahka
ha sub say anookha tha maira surkh gulab"
"Ashak jub aankh main aaein tou ahsas howa
osnay kitaboo main rukhay thay surkh gulab"

"TALASH"
"You zara zara si bate par taraha taraha ka azab keyo?
jo kisi say bhi khafa na hou mujhain os KHUDA TAALLAH
ki talash keyo?"
"Mujhain lagshishoo par har gari tokta hain koei bar bar
jisay kar kay dill ko koei dukh na hou mujhain os gunah ki
talash keyo ? "
"Bina humsafar kay koei kub tuk musafatoo main laga rahay hain
jaha koei kisi say bhi juda na hou mujhain mujhian os rah ki talash
keyo? "
"Mujhain daikh kar ek nazar jo mairay saray dil jaan lain
jo is qadar hou churaghaa mujhain os nigah ki talash
keyo hain?"
BY KASHI HEART HACKER +923212345348

"KHAWAHISHOW K PALNAY MAIN OR IN K DHALNAY MAIN"
Khawhishow k palnay may or in k dhalnay may dair kitni lagte hay
Sath chalnay valo k rasta badalnay may dair kitne lagte hay
aik aik tinkay ko shAkh par sajanay may umer beat jate hay
Bijli k gernay or aashian k jalnay may dair kitny lagte hay
Sar patakty darya bhe mosmo ki sazish say khushk ho he jatay hayn
Or pher pahaaron ke barf k pighlnay may dair ketni lagti hay
Thek hay k rehtay hayn zindgi may mahv_e _khud faramoshe
Apni bazyabi k rastay pay chalnay may dair kitni lagti hay
Khawhishon ke shidat may larkhuray janay k marhly bhe atay hayn
Larkhurany walo ka yak_ ba_ yak sambhalnay may dair ketny lagte hay
Dil ke bat honto pay la k dekh lenay may harj hi bhala kya hay
Bat ban na paay to bat ka badalnay may dair ketny lagte hay
Hum to Ghaznavi sahab khow-e-wazadare may arzoo ganva baethay
Varna ankh bharny may dair kitny lagte hay

"DOST MILTAY HAIN YAHAN DIL KO DUKHANAY KAY LIYE"
Dost Milte Hain Yahan Dil Ko Dukhane Ke Liye
Ungaliyaa.n Rakhte Hain Woh Humpe Uthane Ke Liye
Kya Kasoor Unka Yeh Ek Rasam Chali Aaii Hai
Tohmate Hoti Hain Duniya Main Lagane Ke Liye
NaKhuda Maan Ke Bethe Hain Jinki Kashti Main
Woh Humain Moujon Main Laye They Dubane Ke Liye
Woh Hawaoon Ki Tarha Rukh To Badal Lete Hain
Hum Nasoobon Se Ladey They Jinhain Paane Ke Liye

"KARO WADA MAIRAY MARNAY PAR AAOO GI"
"Karo wada mairay marnay par aaoo gi tum
or mujhian apnay hathoo say dufnaoo gi tum
aaoo gi mairi mayat par apnoo ki tarha ansoo
bhi bahoo gi"
"Bataoo gi na apni alaidgi ka wohi purana piyar
dunya ko dikhaoo gi, dalloo gi sub say ziyada
matti mairi qabar par, umer bhar mairay name
say na gubraoo gi"
"Choor kar zamanay bhar ki khushyaa mairay liey
or mairay dil say apna ghum mittaoo gi"
"Roz roz aaya karo gi mairi qabar par
or duaa kay liey hath bhi uthaya karo
gi
karo wada mairay marnay par zaror
aaoo gi"

"SANSITIVE POEM"
"Toor kar tumam rishtay wo dobara hum say nibhanay challi aaein
dil tou chura liya tha ab na janay mujh say kiya churanay challi aaein"
"Mairay ghumoo main isnay shareek honay ki zahmat na ki
roota howa daikh kar wo mujh ghareeb par muskaranay challi aaein"
"Ghairoo kay sath baithna or hud say ziyada muskurana
lagta hain bhari mahfil main jalanay challi aaein"
"Oski bayrukhi or baybusi or baywafaei kay hain kitnay ghum
magour mahsos howa kah wo ghum say maira natta barhanay
challi aaein"
"Paihaillay hi mushkil say hain is say bichar kay magour
wo tou dobara mujhian zamanay ki nazroo main giranay
challi aaein"
"Main nay tou kubhi sittum dainay par bhi kuch na kaha magour
wo na janay mujh say konsa hissab chukanay challi aaein"
"Pahaillay kiya kum baybus or mayous hou main
jo wo mujh par dost or sittum dahanay challi aaein"
"Afsana mohabat or iska anjam bhoola nahi hou main
kah wo mujh ghareeb ko dobara sattanay challi aaein"
"Mahsos hotta hain kah issay mairi muskan passand nahi hain
jo phir say mujhain jalanay challi aaein"

No comments:
Post a Comment