PEOTRY PART-IV
"HIMAT"
"Kanwara apni azadi ka batwara nahi karta
akailay baith kar wo makhiya mara nahi karta"
"Laga daita hain apnay piyaar main jaan ki bazi
akaillay khailnay walla kubhi hara nahi kartta"
akailay baith kar wo makhiya mara nahi karta"
"Laga daita hain apnay piyaar main jaan ki bazi
akaillay khailnay walla kubhi hara nahi kartta"
"AHSASAY KUMI"
"Aaj chand par noor hain
is par chand ko gharor hain"
"Hum kis par gharor karein
keyo kah maira chand hi mujh say dour hain"
is par chand ko gharor hain"
"Hum kis par gharor karein
keyo kah maira chand hi mujh say dour hain"
"SHIKWA"
"Isaq mujh ko nahi mairi wahshat hi sahi
mairi wahshat tairi shorat hi sahi"
"Jala jismain yah dil bhi jal gaya ho ga
ab koraidattay ho kah khakay justajoo
kiya hain"
"Dil jo tootay ga tou yaad karo gay tum bhi
hum na ho gay tou faryad karo gay tum bhi"
"Tum na khush fahmiyoo main na khoo jana
wo tou hans kar subhi say milta hain"

"TRUST"
"Apnay dukh os say batna chahtta hou magour dar hain
wo paraishan ho jaein gi, mujhain tou waqt laga hian
samatnay main liken wo tou sheesha hain lumhoo main
bikhar jaein gi"
wo paraishan ho jaein gi, mujhain tou waqt laga hian
samatnay main liken wo tou sheesha hain lumhoo main
bikhar jaein gi"
"BICHARNA"
"Ab kay hum bichray tou shayed kubhi khawaboo main millain
jis tarha sokhay howay phool kittaboo main millay"
"Dhoond ujray howay lougoo main wafa kay mooti
yah khazanay tujhain mumkin hain khawaboo main millay"
jis tarha sokhay howay phool kittaboo main millay"
"Dhoond ujray howay lougoo main wafa kay mooti
yah khazanay tujhain mumkin hain khawaboo main millay"
"BICHARNA"
"Humain kahi na kahi bichar jana tha
yah hadsa mairi zindgi main ana tha"
"Wo ek larki mujhain umer bhar tarsay gi
naseeb iska kah isnay mujhain ganwana tha"
yah hadsa mairi zindgi main ana tha"
"Wo ek larki mujhain umer bhar tarsay gi
naseeb iska kah isnay mujhain ganwana tha"
"MUJHAIN BEKHUDI KI HIAN ARZOO"
Mujahy BeKhudi Ki Hay Aarzoo,Mujhay Qurbaton Ka Khumar De
Mery Ang Ang Mein Yun Utar k Mujhi Mein Khud Ko Utar De
Tu Jo Poor Poor Mein Bas Gaya To Hay Doorion Ka Jawaz Kya
Meri Zindagi Mere Pass Aa,Meri BeKali Ko Nikhar De
Meri Zindagi Pe Muheet Hain,Vohi Wehshatein Vohi Doorian
Main Khizan Raseeda Si Sham Hoon,Mujhay Apnay Rukh Ki Bahar De
Meri BeBasi Hay Baja Magar,Mery Shok Ka Bhi Hisab Kar
Main Siyah Naseeb Jo Hoon Agar,Tu Mera Naseeb Sanwar De
Hay Nazar Nazar Teri Justaju,Tu Meri Wafa Ki Hay Aabroo
Kabhi Yun b Ho Mery RuBaru Mujhay Jaan Se Hi Guzar De
Mujhay Iss Tarah Se Tu Yaad Aa,Teri Yaad Ka Guman b Na Ho
Tu Mery Khayal Mein Yun Sama,Mera Harf Harf Nikhar De...!!!

"CHAHRAY PAY MAIRI ZULF KO BIKHARO KISI DIN"
chehray pe mairay zulf ko bikhrao kisse din
kia rose garajtay ho baras jao kisse din
khushbu ki tarah guzro mairay dil say kisse din
pholon ki tarah muj pe bikhar jao kisse din
guzrain jo mairay ghar say tu ruk jayain sitaray
iss tarah mairee raat ko chamkao kisse din
razon ki tarah utroo mairay dil pe kisse din
dastak pe mairay hath ki khull jao kisse din
........
nazar nazar mai bhi bay unt faraq hota hai
jo apnay aap mai gum hain woh kia talash kerain
chalo k sabr ki sari hadon ko choo ayain
chalo k dukh ki koe hadd talash kerain
wo oos tumharay chahray par
qatra qatra girati hain"
"Wo titli choor kar phooloo ko jo
tum say millnay aati hain jo tum
ko chonay aati hain"
"Un sub kay nazuk jazboo main
mairay dil ki darhkan basti hain
mairi rooh bhi sharmati rahti hain
tum pass rahoo ya dour rahoo
nazroo main sumaei rahti hou"
"Main tum ko sochta rahta hou
main tum ko taktta rahta hou
main aisi mohabat karta hou
tum kaisi mohabat karti hou"

"JO KHUSHBO TUM KO BHATI HAIN"
"Jo khushbo tum ko bhati hainwo oos tumharay chahray par
qatra qatra girati hain"
"Wo titli choor kar phooloo ko jo
tum say millnay aati hain jo tum
ko chonay aati hain"
"Un sub kay nazuk jazboo main
mairay dil ki darhkan basti hain
mairi rooh bhi sharmati rahti hain
tum pass rahoo ya dour rahoo
nazroo main sumaei rahti hou"
"Main tum ko sochta rahta hou
main tum ko taktta rahta hou
main aisi mohabat karta hou
tum kaisi mohabat karti hou"
"WO TUM NA THI EK KHAIYAL THA"
"Wo tum na thi ek khaiyal tha
mairi soch hi ka kamal tha"
"Wo mohabateen, wo chahateen,
mairi uljhanoo ka hi jaal tha"
"Mairay dill main thi jo ronaqain
wo taira hi husnoo jamal tha"
"Jawab jiska milla nahi wo aisa hi
ek sawall tha"
"Wo aaj milli tou you laga
yahi tou hain jiska mujhain
intazar tha"
"Ossay yaad kaisay na kareen koei
ossay bholna tou mahal tha ab oski
kiya main missal dou
wo tou apni missal aap tha"
mairi soch hi ka kamal tha"
"Wo mohabateen, wo chahateen,
mairi uljhanoo ka hi jaal tha"
"Mairay dill main thi jo ronaqain
wo taira hi husnoo jamal tha"
"Jawab jiska milla nahi wo aisa hi
ek sawall tha"
"Wo aaj milli tou you laga
yahi tou hain jiska mujhain
intazar tha"
"Ossay yaad kaisay na kareen koei
ossay bholna tou mahal tha ab oski
kiya main missal dou
wo tou apni missal aap tha"
No comments:
Post a Comment