POETRY PART-V
"TUMHAIN BUKHSI HAIN DIL PAR RAJDANI OR KIYA DATY"
"Tumhain bukhsi hain dil par hukmarani or kiya daitay
yahi thi humari rajdani or kiya daitay "
"Sittaro say mang bharna ek fasana hain
tumharay name likh di hain zindgani or
kiya daitay"
"Bichartay waqt tujh ko ek na ek tohfa tou daina tha
humaray pas tha aankhoo main pani or kiya daitay"

"WAQIF"
"Mujh say waqif tou mairay jism ka saya bhi na tha
kaisay ho jata tumhara main khud apna bhi na tha"
"Jitna mayoos hain wo larki mujh say bichar kar
itni shidat say tou main nay ossay chaha bhi na tha"
kaisay ho jata tumhara main khud apna bhi na tha"
"Jitna mayoos hain wo larki mujh say bichar kar
itni shidat say tou main nay ossay chaha bhi na tha"
"UMEED"
"Koei gilla na shikwa rahay aapsay
yah arzo hain bus ek silsila baua
rahay aapsay"
"Bus ek bate ki umeed hain aapsay
dil say dour na karna agour hum
dour bhi rahay aapsay"
yah arzo hain bus ek silsila baua
rahay aapsay"
"Bus ek bate ki umeed hain aapsay
dil say dour na karna agour hum
dour bhi rahay aapsay"
"ANAA"
"Koei manzil bhi nahi rah badalti bhi nahi
humsafar aisay hain kah dou qadam shth
chaltay bhi nahi"
"Kitnay majbour hain hum apni anaa kay
hathoo
raiza raiza bhi howay or bikhartay bhi nahi"
humsafar aisay hain kah dou qadam shth
chaltay bhi nahi"
"Kitnay majbour hain hum apni anaa kay
hathoo
raiza raiza bhi howay or bikhartay bhi nahi"
"MUSKURANA"
"Tairay lub say you muskurana acha lagta hain
bar bar nazreen jhukana acha lagta hain"
"Tumhain maloom hain mujhian shikasht kay
name say nafrat hain
liken tum say bar bar har jana acha lagta hain"
"Koei tou dost mairi zindgi main aisa bhi hou
mohabat ki tarha hou wafaoo jaisa hou"
"Mairi talash ki had os par khatum ho jaein
zameen par hou magour chand jaisa bhi hou"

"AADAT"
"Isay mujh say mohabat thi..............?
ya mujh say bolti sunti, kahi milti,
millati, guftaghoo karti,
aisi aadat si mairi ho gaei thi
behan pukhta shay jaisi wo
roothi main yah sumjha agour
adaat thi,
main nay tou iski aadat choor di
isnay magour kiya kiya hain,,,,,,,,,,,,,?
"War tou kar sakta hou main apnay dushman par magour
sochta hou darmiyan phir farq kiya rah jaein ga"

"SHUMMA"
"Hum jaisa piyaar hotta nahi subhi kay liey
yah toofa hain kisi khas kay liey
keyo jala rukhi hain shumma bujha dijeyay
kiya hum kum hain roshni kay liey"
har zakhum ko apnay hathoo say hi see laitay
hain"
"Jis hath ko kah diya dost ka hath
hum os hath say phir zahar bhi pee
laitay hain"
"Mairay aanso mairay under girtay hain
jaisay darya beech samandar girtay
hain"
"Tairi yadoo ka wo toofan uthta hain
ek ek kar kay saray manzar girtay
hain"
"Sath rahtay rahtay yanhi waqt guzar jaein ga
dour rahnay kay baad koun kissay chahay ga
jee lou yah chund pal jub sub sath sath hain
kal kiya pata waqt kaha lay jaein ga"
"Jalwa dikha kah osnay devana kar diya
khud shuma ho gaei mujhian parwana
kar diya"
"Kiya pochti hou mairay pas kuch bhi nahi
ek dil tha wo bhi aap par nazrana kar diya"
yah toofa hain kisi khas kay liey
keyo jala rukhi hain shumma bujha dijeyay
kiya hum kum hain roshni kay liey"
"AANSO OR ZUKHAM"
"Kantoo main rah kar bhi zindgi jee laitay hainhar zakhum ko apnay hathoo say hi see laitay
hain"
"Jis hath ko kah diya dost ka hath
hum os hath say phir zahar bhi pee
laitay hain"
"Mairay aanso mairay under girtay hain
jaisay darya beech samandar girtay
hain"
"Tairi yadoo ka wo toofan uthta hain
ek ek kar kay saray manzar girtay
hain"
"Sath rahtay rahtay yanhi waqt guzar jaein ga
dour rahnay kay baad koun kissay chahay ga
jee lou yah chund pal jub sub sath sath hain
kal kiya pata waqt kaha lay jaein ga"
"Jalwa dikha kah osnay devana kar diya
khud shuma ho gaei mujhian parwana
kar diya"
"Kiya pochti hou mairay pas kuch bhi nahi
ek dil tha wo bhi aap par nazrana kar diya"
"MUSKAN OR AASRA WO BHI MUFT KA"
"Zindgi nahi hain humahin dostoo say piyari
dostoo par hazir hain jaan bhi humari"
"Aankhoo main agour aansoo hain tou kiya
howa
jaan say piyari hain humain muskan tumhari"
"Mairay qareeb tou aaoo bohat udas hain hum
bus aaj toot kay chahoo bohat udas hain hum"
"Bus aaj kisi bhi jhootay dalasay say tum mairay
dil ko bahlaoo bohat udas hain hum
koei kahani sunaoo bohat udas hain hum"
"Andhairy raat hain kuch bhi nazar nahi aata hain
sittaray toor kar laoo bus kuch bhi karo bahat
bohat udas hain hum"
"Suna hain pareem nagar main khushi bhi millti hain
mujhain yaqeen dillaoo yah shumma younhi guzar
jaein gi dabay paoo aaj bohat udas hain hum"
"WAFA KAY GEET SUNAOO BOHAT UDAS HAIN HUM"
KASHI HEART HACKER,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,!
dil par choot daina yah aadat hain zamanay ki"
"Hum aap ko bilkul yaad nahi kartay
keyo kah yaad karna tou nishani hain bhool
janay ki"
"Tou nay kaha ishaq dhoong hain tujhain ishaq hou KHUDA karay
koei osko tujh say juda karay, tou gali gali phira karein, tou nagar
nagar sada karein, tairay hont hansna bhool jaein, tairi aankhain
num raha karien"
"Ossay daikh kay tou ruk paray wo nazar jhuka kay challa karein
tujhian hijjar ki wo gari lagay, tou millan ki har pal duaa karein"
"Tairay khawab bikhray toot kar, tou kirchi kirchi chuna karein
tujhian ishaq hou phir yaqeen hou, tou tasbiheeyoo par parha
karein"
"Tub main kahoo ishaq dhoong hain tou tou nahi nahi kiya karain"
"Na tujhain choor saktay hain or na tairay hum ho bhi nahi saktay
yah kaisi baybassi hain aaj hum dill say roo bhi nahi saktay"
dostoo par hazir hain jaan bhi humari"
"Aankhoo main agour aansoo hain tou kiya
howa
jaan say piyari hain humain muskan tumhari"
"Mairay qareeb tou aaoo bohat udas hain hum
bus aaj toot kay chahoo bohat udas hain hum"
"Bus aaj kisi bhi jhootay dalasay say tum mairay
dil ko bahlaoo bohat udas hain hum
koei kahani sunaoo bohat udas hain hum"
"Andhairy raat hain kuch bhi nazar nahi aata hain
sittaray toor kar laoo bus kuch bhi karo bahat
bohat udas hain hum"
"Suna hain pareem nagar main khushi bhi millti hain
mujhain yaqeen dillaoo yah shumma younhi guzar
jaein gi dabay paoo aaj bohat udas hain hum"
"WAFA KAY GEET SUNAOO BOHAT UDAS HAIN HUM"
KASHI HEART HACKER,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
"TANZ" "ISHAQ"
"Yaad kisi ko karna yah bate nahi jatanay kidil par choot daina yah aadat hain zamanay ki"
"Hum aap ko bilkul yaad nahi kartay
keyo kah yaad karna tou nishani hain bhool
janay ki"
"Tou nay kaha ishaq dhoong hain tujhain ishaq hou KHUDA karay
koei osko tujh say juda karay, tou gali gali phira karein, tou nagar
nagar sada karein, tairay hont hansna bhool jaein, tairi aankhain
num raha karien"
"Ossay daikh kay tou ruk paray wo nazar jhuka kay challa karein
tujhian hijjar ki wo gari lagay, tou millan ki har pal duaa karein"
"Tairay khawab bikhray toot kar, tou kirchi kirchi chuna karein
tujhian ishaq hou phir yaqeen hou, tou tasbiheeyoo par parha
karein"
"Tub main kahoo ishaq dhoong hain tou tou nahi nahi kiya karain"
"Na tujhain choor saktay hain or na tairay hum ho bhi nahi saktay
yah kaisi baybassi hain aaj hum dill say roo bhi nahi saktay"
No comments:
Post a Comment